Ambar Tale Jag Rahe Hum Tere Aanchal Tale Rehte Hain Ambar Tale Jag Rahe Hum Tere Aanchal Tale Rehte Hain Duniya Mein Hum Hi Akele Hain Jo Maati Ko Maa Kehte Hain Maati Ko Maa Kehte Hain Hmm Hmm… Jaage Tere Liye Saari Umar Tu Hi Aana Sulane Humein Sar Tera Uncha Rahe Aye Watan Koyi Jaane Na Jaane Humein Jaage Tere Liye Saari Umar Tu Hi Aana Sulane Humein Sar Tera Uncha Rahe Aye Watan Koyi Jaane Na Jaane Humein Koyi Jaane Na Jaane Humein Ho Khushbu Ke Jaise Hawaon Mein Hum Gumnaam Se Behte Hain Khushbu Ke Jaise Hawaon Mein Hum Gumnaam Se Behte Hain Duniya Mein Hum Hi Akele Hain Jo Maati Ko Maa Kehte Hai Maati Ko Maa Kehte Hai Jismon Par Vardi Na Kaandhe Sitaare Jismon Par Vardi Na Kaandhe Sitaare Na Jhande Jhukenge Zikar Pe Humare Par Jaan Nisaari Ki Jab Baat Hogi Aage Milenge Kataron Mein Hum Toh Kya Zameen Pe Rahein Na Rahein Muskurayenge Taaron Mein Hum Muskurayenge Taaron Mein Hum Woh Baag Hansta Rahe Hum Jise Hindustan Kehte Hain Woh Baag Hansta Rahe Hum Jise Hindustan Kehte Hain Duniya Mein Hum Hi Akele Hain Jo Maati Ko Maa Kehte Hai Maati Ko Maa Kehte Hai Maati Ko Maa Kehte Hai Hum Maati Ko Maa Kehte Hai Maati Ko Maa Kehte Hai Maati Ko Maa Kehte Hai Hum Maati Ko Maa Kehte Hai Maati Ko Maa Kehte Hai Maati Ko Maa Kehte Hai Hum Maati Ko Maa Kehte Hai Maati Ko Maa Kehte Hai